Tum ho kamaal, tum bemisaal, tum lajawab ho aisha
Aisi haseen ho, jis ko choo lo usko haseen kar do
Tum sochti ho duniya mein koi bhi kyun kharaab ho aisha
Tum chahati ho tum koi rang har zindagi mein bhar do, bhar do
Nikli ho likhne kismat ki seekhi apni hi dhun mein tum aisha
Yeh shauk kya hai, yeh zid hai kaisi, itna bata do humko
Suljaane mein tum aur bhi uljane, hoti ho jo ghum aisha
Apni bhi koi uljan ko door kar ke dikha do humko
Suno aisha, itna to tum bhi samjho
Aisha, tum chahe jitna chaho
Aisha, tum jitni koshish karo lo
Aisha, tum sa na hoga koi
Baaton mein ho aa jaati, ho jaati ho jazbaati
Soche samjhe bin ke mohabbat ki hai raah kya
Pal mein ho ke deewani, karti ho tum mannmaani
Tum kahe duniya vuniya ki koi parwah kya
Aisha jise kehte hain, ek hai woh lakhon mein
Dil mein jaake rukti hai woh, aati hai jo aankhon mein
Magar aisha, itna to tum bhi samjho
Aisha, tum chahe jitna chaho
Aisha, tum jitni koshish karo lo
Aisha, tum sa na hoga koi
Suno aisha, itna to tum bhi samjho
Aisha, tum chahe jitna chaho
Aisha, tum jitni koshish karo lo
Aisha, tum sa na hoga koi
Suno aisha, itna to tum bhi samjho
Aisha, tum chahe jitna chaho
Aisha, tum jitni koshish karo lo
Aisha, tum sa na hoga koi
02 - Gal Mitthi Mitthi
Gal mitthi mitthi bol, das kaano vich gol
Bajne de taashe dhol, masti mein tu vi dol
Mann de naina tu khol
Chahat ke moti rol
Dil hunda ae anmol, jedo lashke na tol
Aa sohni tenu chaand ki main choodi pehrawa
Mainu kar de ishaara te main dholi lai aanwa
Gal mitthi mitthi bol, das kaano vich gol
Bajne de taashe dhol, masti mein tu vi dol
Jaan le vatheriyan do, jaise na koi ho fida
Tera ang sharara jaise maare lishkara sohniye
Dekhan ta dil dhadke, tann mein agan bhadke
Surat aisi mannmoni kitta dasta tu hai sohni heeriye
Gal mitthi mitthi bol, das kaano vich gol
Bajne de taashe dhol, masti mein tu vi dol
Mann de naina tu khol
Chahat ke moti rol
Dil hunda ae anmol, jedo lashke na tol
Aa sohni tenu chaand ki main choodi pehrawa
Mainu kar de ishaara te main dholi lai aanwa
Chahne wala hoon tera, dekh le dard zara
Tu jo vekhe ik nazar kara lakhan da shukar sohniye
Dekh to tu keh ke mujhe, jaan bhi de dunga tujhe
Tera aisa hoon deewana, tune ab tak yeh na jaana heeriye
Gal mitthi mitthi bol, das kaano vich gol
Bajne de taashe dhol, masti mein tu vi dol
Mann de naina tu khol
Chahat ke moti rol
Dil hunda ae anmol, jedo lashke na tol
Aa sohni tenu chaand ki main choodi pehrawa
Mainu kar de ishaara te main dholi lai aanwa
Gal mitthi mitthi bol, gal mitthi mitthi bol
03 - Sham
Sham bhi koi jaise hai nadi
Lehar lehar jaise beh rahi
Koi ankahi, koi ansuni
Baat dheemi dheemi keh rahi hai
Kahin na kahin jaagi hui hai koi aarzoo
Kahin na kahin khoye hue se hain main aur tu
Ke boom boom boom para para
Hai khaamosh dono
Ke boom boom boom para para
Hai madhosh dono
Jo gummsum gummsum hai yeh fizayein
Jo kehti sunti hai yeh nigahein
Gummsum gummsum hai yeh fizayein hai na
Suhani suhani hai yeh kahani
Jo khamoshi sunaati hai
Jise tune chaha hoga woh tera
Mujhe woh yeh batati hai
Main magan hoon par na jaanu
Kab aane wala hai woh pal
Jab haule haule dheere dheere
Khilega dil ka yeh kamal
Ke boom boom boom para para
Hai khaamosh dono
Ke boom boom boom para para
Hai madhosh dono
Jo gummsum gummsum hai yeh fizayein
Jo kehti sunti hai yeh nigahein
Gummsum gummsum hai yeh fizayein hai na
Yeh kaisa samay hai, kaisa sama hai
Ke shaam hai pighal rahi
Yeh sab kuch haseen hai, sab kuch jawan hai
Hai zindagi machal rahi, jagmagati jilmilati
Palak palak pe khwaab hai
Sun yeh hawayein gungunaye
Jo geet lajawab hai
Ke boom boom boom para para
Hai khaamosh dono
Ke boom boom boom para para
Hai madhosh dono
Jo gummsum gummsum hai yeh fizayein
Jo kehti sunti hai yeh nigahein
Gummsum gummsum hai yeh fizayein hai na
04 - Behke Behke
Behke behke nain, cheenay dil ka chain
Toh yeh pyaar hai
Koi intezaar karde bekaraar
Toh yeh pyaar hai
Yaadein, dil ko tadpayein
Saansein, ulajti jaaye
Aankhein, sapne dikhlaye
Jab anjaane
Aankhon, se tu gabhraye
Raaton, mein so na paaye
Haathon, ko malta jaaye
Tu deewane
Hote hote oh yeah
Ho jaane do na pyaar
Sh sh shake that booty
Till I wanna get ?summer back duty
Everybody know user queue
Everybody get little bit movie
Now your body your ?revenge got style
Tell me wonder in the about all dua
She just fuse the way that you move
She got gang she got the moves
Just bombay, just bombay
Dhoondti hai nazar, ik haseen ko agar
Koi armaan leke
Toh prem mein nagar ki taraf hai safar
Dil ka sauda leke
Pighla sa pighla sa ho ju mann
Sundar sa sundar sa ho ju tann
Dil jo dhadakte hain shole bhadakte hain, hosh toh khota hai, pyaar jab hota hai
Hote hote oh yeah
Ho jaane do na pyaar
Behke behke nain, cheenay dil ka chain
Toh yeh pyaar hai
Koi intezaar karde bekaraar
Toh yeh pyaar hai
Yaadein, dil ko tadpayein
Saansein, ulajti jaaye
Aankhein, sapne dikhlaye
Jab anjaane
Aankhon, se tu gabhraye
Raaton, mein so na paaye
Haathon, ko malta jaaye
Tu deewane
Hote hote oh yeah
Ho bhi jaane do na pyaar
Hote hote oh yeah
Ho bhi jaane do na pyaar
05 - Lehrein
Khoyi khoyi si hoon main
Kyun yeh dil ka haal hai
Dhundli saari khwaab hai
Ulja har khayaal hai
Saari kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein beh gaye
Saare gharaande reet ke
Lehrein aayi, lehron mein beh gayi
Raah mein kal kitni chirag the
Saamne kal phoolon ki bhaag thi
Iss se kahun kaun hai jo sune
Kaante hi kyun maine hai chune
Sapne mere kyun hai kho gaye
Jaage hai kyun dil mein gumm mere
Saare kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein beh gaye
Saare gharaande reet ke
Lehrein aayi, lehron mein beh gayi
Na na na ..
Kya kahun kyun yeh dil udaas hai
Ab koi door hai na paas hai
Choo le jo dil woh baatein ab kahan
Woh din kahan raatein ab kahan
Jo bhi dhakhal hai ab khawab sa
Ab dil mera hai betaab sa
Saari kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein beh gaye
Saare gharaande reet ke
Lehrein aayi, lehron mein beh gayi, beh gaye
06 - By The Way
Tumse keh denge hum saari baatein
Kaise hain apne din kaisi raatein
Koi na koi hulchul rehti hai dil mein
Har pal lok hai kehte paagal humko
By the way, on the way
Humko jo mili hai filmi geet gaati hai, hass ti hai
Pagli si hai zara
Roothey bhi maane bhi, har lamha nayi hai zindagi
Moody hai zidi hai, kya karein kya pataa
Rukte hain kahan hum rok se
Chalte hain hawa ke jhonke se
Apni toh aisi hai zindagi
Yehi apni adaa hai kya karein
Koi bura jo maane kya karein
Humse toh hai khafa ab sabhi
Jaane do chodo bhi
Dhadkan ki jo kahani hai
Khul ke ab toh sunaani hai
Bhool nahi sakta hai isko hai jisne suna, suna na
Kya cheez hai yeh jawani hai
Jo baat hai deewani hai
Socho ge toh jaano ge, rasta kyun humne chuna, socho na
By the way, on the way
Jab dil se hui thi dosti
Humne di dil mein bhi
Tha yeh vaada kar liya
Jo bhi ho, humko toh darna hi nahi hai ab kabhi
Jab hame jo laga, humne wahi keh diya
Rukte hain kahan hum rok se
Chalte hain hawa ke jhonke se
Apni toh aisi hai zindagi
Yehi apni adaa hai kya karein
Koi bura jo maane kya karein
Humse toh hai khafa ab sabhi
Rukte hain kahan hum rok se
Chalte hain hawa ke jhonke se
Apni toh aisi hai zindagi
Yehi apni adaa hai kya karein
Koi bura jo maane kya karein
Humse toh hai khafa ab sabhi
Jaane do chodo bhi