Inn raahon par, hum kyun chale
Hum jo chale, tum kyun mile
Tum jo mile, woh raahein mili
Dil ne kaha, kya
Kya hai iss gali, kya hai uss gali
Tum udhar chale, main idhar chali, kyun
Kyun na main ruki, kyun na tum thame
Chalte gaye, chalte gaye
Inn raahon par, hum kyun chale
Hum jo chale, tum kyun mile
Dil awaara dil banjara dar-ba-dar kyun phirta maara
Jeenay ka marz liye
Ik dar jeeta ik dar haara haara jeeta jeeta haara
Khushiyon ka karz liye
Dar-ba-dar dil dar-ba-dar
Besabar dil dar-ba-dar
Dil awaara dil banjara dar-ba-dar kyun phirta maara
Jeenay ka marz liye
Ik dar jeeta ik dar haara haara jeeta jeeta haara
Khushiyon ka karz liye
Har dar pe, ik soorat, ik afsaana
Har dar pe, ik gham bhi, hai pehchana
Dar-ba-dar dil dar-ba-dar
Besabar dil dar-ba-dar
Dil awaara dil banjara dar-ba-dar kyun phirta maara
Jeenay ka marz liye
Ik dar jeeta ik dar haara haara jeeta jeeta haara
Khushiyon ka karz liye
Zindagi tedhi medhi tedhi andhi si dagar
Zindagi tera mera tera tanha sa safar
Zindagi do hi pal ko ban ja humsafar
Zindagi dooji gali jaane kya ho kya khabar
Dar-ba-dar dil dar-ba-dar
Besabar dil dar-ba-dar
Dil awaara dil banjara dar-ba-dar kyun phirta maara
Jeenay ka marz liye
Ik dar jeeta ik dar haara haara jeeta jeeta haara
Khushiyon ka karz liye
Zindagi tere mere tere naam ki leher
Zindagi sahilon pe aaye jaaye har pehar
Zindagi paar lagey thaam le leher
Zindagi chooka jo tu haath mein sifar
Dar-ba-dar dil dar-ba-dar
Besabar dil dar-ba-dar
Dil awaara dil banjara dar-ba-dar kyun phirta maara
Jeenay ka marz liye
Ik dar jeeta ik dar haara haara jeeta jeeta haara
Khushiyon ka karz liye
Lyrics of Ishq Tere Jalwe
Ulajhta rahoon, jhulasta rahoon
Teri chaahat mein main jaloon
Main jeenay ki khwaish mein marrta rahoon
Yeh kaisi sanak yeh main karta hoon kyun
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Yeh sanak fitraton mein basi hai kahin
Raat ko jugnuon ki bhanak bhi nahin
Andhiaare hi raas aate unhe
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Gum sum kabhi thaamo na haath
Do pal toh sang sang chalo
Ik rah ke, ik mod par khwaabon ki tarah milo
Raahein toh hain sabki juda
Tum apni raah par chalo
Haathon mein haath accha hai khwaab
Khwaabon se baahar milo
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Jo bhi kiya kum hi kiya
Karne ko kitna hai baaki
Gum ke sheher mein tanha phirun
Kuch toh khabar lo yahan ki
Khud ke liye sab hai kiya
Phir kyun hai itni udaasi
Humne bhi toh chun li hai khud
Khwaahish ki raahein dhua si
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Yeh sanak fitratoon mein basi hai kahin
Raat ko jugnuon ki bhanak bhi nahin
Andhiaare hi raas aate unhe
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Ishq tere jalwe har pehar dil mein balwe
Lyrics of Kaise Kahein Alvida
Kaise kahein alvida, mehram
Kaise bane ajnabi, humdum
Bhool jaao jo tum, bhool jaayenge hum
Yeh junoon yeh pyaar ke lamhe nam
Kaise kahein alvida, mehram
Kaise kahein
Geso resham, labh par shabnam
Woh behakta sa dil
Woh dehekta sa tan
Bhool jaao jo tum, bhool jaayenge hum
Yeh junoon yeh pyaar ke lamhe nam
Kaise kahein alvida, mehram
Kaise kahein
Woh raatein woh sehar
Woh sukoon ke pehar
Bhool jaayenge hum bhoole kyun hum magar
Jee jaao tum, jee jaayenge hum
Yaadon ke zakhm par, zindagi marham
Hey behla ke chalti woh, phusla ke chalti woh
Kanya karaari si, itra ke chalti woh
Kuch dekhe chalti woh
Sab leke chalti woh
Hai dum toh rok usse
Bal kha ke chaldi woh
Mara mara mara ..
Girta na har tu toh mara mara
Arrey sarararara, zindagi nikal chali sararara
Khwaabon ki jootar hai, yaadon ki payal hai
Zindagi husn tera hum tere kayal hain
Aaja na reham tera humpe barsa ja
Sarara sarara ..
Aaja na jhalak teri humko dikhlaja
Teri raahon mein bhich jaaye bas tere nagme kayi
Aaja na aaja na aaja aaja aa
Tumpe apna bhi haq hai, apna haq leke jaaye
Behla ke chalti woh, phusla ke chalti woh
Kanya karaari si, balkha ke chalti woh
Sarararara, zindagi nikal chali
Sarararara, haathon se fisal chali sararara
Sa sa sa ra ra ra ..
Hey hum chalte hum rukte, sab teri hi marzi hai
Jeenay ki chaahat ho, kehde kyun khudgarzi hai
Aaja na noor tera humpe barsa ja
Sarara sarara ..
Tu koi noor nahin, tohdi narmi toh la
Tu agar zid pe atki hai hum bhi na gabhraaye
Aaja na aaja na aaja aaja aa
Chori karna bhi ik fun hai
Apna fun na aazmaaye
Kuch deke chalti woh, sab leke chalti woh
Hai dum toh rok usse, balkhaake chalti woh
Sa sa sa ra ra ra ..
Sarararara, haathon se fisal chali sararara
Khwaabon ki jootar hai, yaadon ki payal hai
Zindagi husn tera hum tere kayal hain
Aaja na reham tera humpe barsa ja
Sarara sarara ..
Aaja na jhalak teri humko dikhlaja
Teri raahon mein bhich jaaye bas tere nagme kayi
Aaja na aaja na aaja aaja aa
Tumpe apna bhi haq hai, apna haq leke jaaye
Kuch deke chalti woh, sab leke chalti woh
Hai dum toh rok usse, balkhaake chalti woh
Meri jaan meri jaan, meri jaan tu yeh bata
Meri jaan meri jaan, meri jaan tu yeh bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon
Meri jaan meri jaan, meri jaan tu yeh bata
Sang tere maroon ya jiyun apna junoon
Sacche jhoothe vaado se hona hai kya
Humko nahi pata hai jab kal hoga kya
Zindagi pe tera mera kisi ka na zor hai
Hum sochte hai kuch woh saali sochti kuch aur hai
Yeh zindagi, yeh saali zindagi
Hum chahate yahan hai saali jaati kahin aur hai
Lamhe aur lamhon ke beech yeh tedhe medhe mod hai
Yeh zindagi, yeh saali zindagi
Meri jaan meri jaan, meri jaan tu yeh bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon
Phir ek raat hua ittefaq
Main thi tere saath, pehlu mein soyi thi
Khoya khoya saath khwaabon wali raat
Bani phir yaad, pehlu mein khoyi si jaagi
Subah ko zindagi nayi si mili
Nayi nayi raahon par tujhe le udi
Zindagi pe tera mera kisi ka na zor hai
Hum sochte hai kuch woh saali sochti kuch aur hai
Yeh zindagi, yeh saali zindagi
Hum chahate yahan hai saali jaati kahin aur hai
Lamhe aur lamhon ke beech yeh tedhe medhe mod hai
Yeh zindagi, yeh saali zindagi
Meri jaan meri jaan, meri jaan tu yeh bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon
Oo sacche jhoothe vaado se hona hai kya
Humko nahi pata hai jab kal hoga kya
Meri jaan meri jaan, meri jaan tu yeh bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon
Meri jaan meri jaan, meri jaan tu yeh bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon
Hey hey hey love kiya gazab kiya
Character brush up kiya toh
Toh toh toh pyaar ne katora haath mein diya
Jis ke liye jeeiye marre, idhar uthe aur udhar gire
Wahi agar na miley toh log kahenge kya
Aashiqui ke chakkar mein marr gaya aur laundia bhi nai mili
Yeh saali zindagi
Kabhi love line, kabhi sunshine
Kabhi goldmine si lagey
Kabhi valentine, kabhi old wine
Kabhi alkaline lagey
Baby, love kiya gazab kiya
Emotions brush up kiya toh
Toh toh toh luck ne hathoda
Sar pe diya jis ke liye fukere bane
Hum dagmagaaye aundhe gire
Meri love story ki pungi bana ke pata hai ussne kya kaha
Was I suppose to wait for you forever
I don't even like waiting for the bus