Hey hey
Chalo na
Tum bhi shehar naya
Jahan muskurahatien hai bikhri
Jahan gum ka mausam gaya
Jahan meethi baatein
Har ek ajnabi se ho..
Bhulein hum bhi jo
Saari fikrein
Lamha lamha
Kushiyan bikhrein
Idhar Udhar
Aur yahan wahan
Jayein wahin
Dil kahe jahan
Baby baby..baby..
Kab tak ginee..
Hum dhadkanein
Dil jaise dhadake
Dhadakne do
Tu hai koi..
Ajnabi
Shola jo bhadke
Bhadakne do
Hey hey
Chalo na
Gayein naye naye geet
Khel aisa kyun koi na khele
Jisme sab hi ki ho jeet
In dino phool aur taare
Koi bhi dekhta nahi
Dekhe unko deewane hoke
Koi kitna bhi humko toke
Khuli hawa ho
Khula samah
Jaage huye ho
Sab armaan
Baby baby..baby..
Kab tak ginee..
Hum dhadkanein
Dil jaise dhadake
Dhadakne do
Tu hai koi..
Ajnabi
Shola jo bhadke
Bhadakne do
Humse dil ne kahin
Jo baatein
Aao maan le
Jispe chalta nahi hai koi
Raah woh chale
Thodi aawargi ho
Thodi thodi madhosiyan ho
Baby hum ho tum ho
Baby tell me
Kab tak ginee..
Hum dhadkanein
Dil jaise dhadake
Dhadakne do
Tu hai koi..
Ajnabi
Shola jo bhadke
Bhadakne do
Kab tak ginee..
Hum dhadkanein
Dil jaise dhadake
Dhadakne do
Tu hai koi..
Ajnabi
Shola jo bhadke
Bhadakne do
Kab tak ginee..
Hum dhadkanein
Dil jaise dhadake
Dhadakne do
Tu hai koi..
Ajnabi
Shola jo bhadke
Bhadakne do
Lyrics of Ik Junoon (Paint It Red)
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Paint it
Ow..Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Ow..Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Ik junoon ek diwangi
Take the world and paint it red
Har taraf har taraf
Paint it red
Bekhudi bekhudi bekhudi
Take the world and paint it red
Har taraf har taraf
Paint it red
Kahe halke halke
Yeh rang chalke chalke
Jo kisse hai kal ke
Bhula de toh
Koi haule haule
Mere dil se bole
Kisi ka toh hole
Chal jane de koi jadu
Ow.. Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red (Cool say)
Ow.. Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Ik junoon ek diwangi
Take the world and paint it red
Har taraf har taraf
Paint it red
Bekhudi bekhudi bekhudi
Take the world and paint it red
Har taraf har taraf
Paint it red
Yeh pal joh bharpoor hai
Jo nashe mein choor hai
Is pal ke daman mein
Hai madhoshiyan
Ab toh yeh andaaz hai
Haatho ka joh saaz hai
Aawazon mein ghulti hai
Jo ranginiyan
Take the world and nanana..
Paint the world and nanana..
Kahe halke halke
Yeh rang chalke chalke
Jo kisse hai kal ke
Bhula de toh
Koi haule haule
Mere dil se bole
Kisi ka toh hole
Chal jane de koi jadu
Ow.. Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Ow.. Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Ow..Aa..
Ow..Aa..
Sab zanjeerain tod ke
Sare uljan chod ke
Hum hai dil hai
Aur hai aawargi
Kuch din se hum log
Aaata hai sab ko nazar
Aaya hai jo dor hai awargi
Take the world and nanana..
Paint the world and nanana..
Kahe halke halke
Yeh rang jalke jalke
Jo kisse hai kal ke
Bhula de toh
Koi haule haule
Mere dilse bhole
Kisi ka toh hole
Chal jane de koi jadu
Ow.. Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Ow.. Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Ow.. Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Oh..
Ow.. Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Ow.. Aa..
Take the world and paint it red
Ow.. Aa..
Paint it red
Lyrics of Khaabon Ke Parinday
Ude khule aasaman mein
Khaabon ke parindey
Koode dil ki joh haan mein
Khaabon ke parindey
Oho..
Kya pata
Jayenge kahan
Khule hai jo pur
Kahe yeh nazar
Lagta hai
Ab hai jaage hum
Fikrein jo thi
Peeche reh gayi
Nikle unse aage hum
Hawa mein beh rahi
Hai zindagi
Yeh hum se keh rahi
Hai zindagi
Oho..ab toh
Jo bhi ho so ho
Ude khule aasaman mein
Khaabon ke parindey
Koode dil ki joh haan mein
Khaabon ke parindey
Oho..
Kya pata
Jayenge kahan
Kisi ne chuha
Toh yeh hua
Phirte hai
Mehke mehke hum
Koi hain kahin
Baatein nayi
Jab hai aise
Behke hum
Hua hai yoon
Ke dil pe dil gaye
Bas ek pal mein
Hum badal gaye
Oho..ab toh
Jo bhi ho so ho
Roshni mili..
Ab raah mein hai
Dilkashi si barsi
Har khusi mili
Ab zindagi pe hai
Zindagi si barsi
Ab jeena humne
Seekha hai
Yaad hai kal
Aaya tha woh pal
Jisme jadoo aisa tha
Hum ho gaye
Jaise naye
Woh pal jane kaisa tha
Kahe yeh dil
Ki jao dil ki dua
Jahan bhi leke jaye aarzoo
Oho..ab toh
Jo bhi ho so ho
Jo bhi ho so ho
Ude..
Jo bhi ho so ho
Ude..
Jo bhi ho so h
Lyrics of Senorita
Na main samjha
Na main jaana
Jo bhi tumne
Mujhse kaha hai
Senorita
magar phir bhi
Na jane kyun
Mujhe sunke
Acha laga hai
Senorita
Mujhko baahon mein
Tum ghero
Samjhi na
Senorita
Chahat ke do
Pal bhi
Mil payein
Duniya mein
Yeh bhi kum
Hai kya
Do pal ko
Toh aao
Kho jaaye
Bhule hum
hota gum hai kya
Senorita
Suno suno
Senorita
Kehte hum hai kya
Nighaon ne nighaon se
Kahi armaanon ki dastaan hai
Senorita
Yeh chahat ki
Mohabbat ki
Sari duniya mein
Ek hi zubaan hai
Senorita
Mujhse ab nazar na phero
Aao paas tum mere
Mujhko baahon mein
Tum ghero
Samjhi na
Senorita
Chahat ke do
Pal bhi
Mil payein
Duniya mein
Yeh bhi kum
Hai kya
Do pal ko
Toh aao
Kho jaaye
Bhule hum
hota gum hai kya
Senorita
Suno suno
Senorita
Kehte hum hai kya
Jo bhi pal beeta
Hey senorita
Har pal tumne hai
Dil jeeta
Bus itni si toh
Baat hai
Mujhko baahon mein
Tum ghero
Samjhi na
Senorita
Chahat ke do
Pal bhi
Mil payein
Duniya mein
Yeh bhi kum
Hai kya
Do pal ko
Toh aao
Kho jaaye
Bhule hum
hota gum hai kya
Chahat ke do
Pal bhi
Mil payein
Duniya mein
Yeh bhi kum
Hai kya
Do pal ko
Toh aao
Kho jaaye
Bhule hum
hota gum hai kya
Lyrics of Der Lagi Lekin
Der lagi lekin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Jaise bhi ho din
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Ab maine…
Yeh jaana hai
Khushi hai kya
Gum kya..
Dono hi
Do pal ki hai rutein
Na yeh there na rukein
Zindagi do rangon se bane
Ab roothe ab mane
Yeh hi toh hai
Yeh hi toh hai
Yahan..
Der lagi lekin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Aansuon ke bin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Ab maine..
Yeh jaana hai
Kise kahoon apna
Hai koi
Jo yeh mujhse keh gaya
Yeh kahan tu reh gaya
Zindagi toh hai jaisa carvaan
Tu hai tanha kab yahan
Sab hi toh hai
Sab hi toh hai
Yahan..
Koi sunaye joh
Hasti muskarati kahani
Kehta hai dil
Main bhi sunu
Aanson ke moti ho
Jo kisi ke nishani
Kehta hai dil
Main bhi chunu
Bhaayein dil ki
Ho bhaaon mein
Chalta chalu
Yuhin rahon mein
Bus yuhin
Ab yahan
Ab wahan
Der lagi lekin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Aansuon ke bin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Hai koi
Jo yeh mujhse keh gaya
Yeh kahan tu reh gaya
Zindagi toh hai jaisa carvaan
Tu hai tanha kab yahan
Sab hi toh hai
Sab hi toh hai
Yahan..
Sab hi toh hai
Sab hi toh hai
Yahan..
Sab hi toh hai
Sab hi toh hai
Yahan.
Lyrics of Sooraj Ki Baahon Mein
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kiraney hai saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kiraney hai saanson mein
Baaton mein roshni
Jo bhi badali
Dil ki taal hai
Ahan..
Yuhin hi aaya
Ik khayal hai
Ahan..
Paate hai hum hai
Zindagi ek baar
Kyun na kare khulke
Hum isko pyar
Jane kiska hai
Hume intezar
Kis noodh ki
Yahi hai aur yahi
Jo bhi kal tak
bus tha aarzo
Aahon mein
Woh hi paa gaye hai
Main aur tu
Baahon mein
Thame ab haathon mein
Yuhin haath
Shehar milke ghoomenge
Saath saath
saare saare din
Saari saari raat
Daras rahi hai
ek khushi har kahin
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kiraney hai saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kiraney hai saanson mein
Baaton mein roshni
Naye naye sapne
Jo bun sake
Usi zindagi ko
Kahoon zindagi
Naye naye raste
Jo chun sake
Usi zindagi ko
Kahoon zindagi
Har pal machalti ho
Jhoom ke chalti ho
woh hai zindagi
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kiraney hai saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kiraney hai saanson mein
Baaton mein roshni
Paate hai hum hai
Zindagi ek baar
Kyun na kare khulke
Hum isko pyar
Jane kiska hai
Hume intezar
Kis noodh ki
Yahi hai aur yahi
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kiraney hai saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kiraney hai saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki..
Ab hai..
Kiraney hai saanson mein
Baaton mein roshn